Aaye Hain Din Saawan Ke Lyrics  | Rimjhim | Kishore Sahu, Ramola | Hamida Banu, Shamshad Begum | Khemchand Prakash

Aaye Hain Din Saawan Ke Lyrics | Rimjhim | Kishore Sahu, Ramola | Hamida Banu, Shamshad Begum | Khemchand Prakash

Aaye hain din saawan ke
Aaye hain din saawan ke
Sajan se milan ke dulhan chali
Saajan ghar ban thhan ke
Aaye hain din saawan ke
Sajan se milan ke dulhan chali
Saajan ghar ban thhan ke

Nainon mein kajra
Haathon mein gajra
Nainon mein kajra
Haathon mein gajra
Gaalon pe phoolon ki laali
Gaalon pe phoolon ki laali
Jaadoo bhari tori ankhiyaan raseeli
Haan ankhiyaan raseeli
Haan ankhiyaan raseeli
Jaadoo bhari tori ankhiyaan raseeli
Jaisi ras ki pyaali ee ee
Jaisi ras ki pyaali ee ee
Maathe pe bindiya damke
Maathe pe bindiya damke
Chamaacham chamke dulhan chali
Saajan ghar ban thhan ke
Aaye hain din saawan ke
Sajan se milan ke dulhan chali
Saajan ghar ban thhan ke

Nainon mein bhar kar
Dil ki umang nayi
Dil ki umang nayi
Dil ki umang nayi
Nainon mein bhar kar
Dil ki umang nayi
Bholi dulhan sharmaayi
Bholi dulhan sharmaayi
Baagon mein bulbul
Bole ke aaj koi
Bole ke aaj koi
Bole ke aaj koi
Baagon mein bulbul
Bole ke aaj koi
Hone chali hai paraayi ee ee
Hone chali hai paraayi ee ee
Chaand sa jhoomar chhanke
Chaand sa jhoomar chhanke
Painjaniya thhumke dulhan chali
Saajan ghar ban thhan ke
Aaye hain din saawan ke
Sajan se milan ke dulhan chali
Saajan ghar ban thhan ke.

MovieRimjhim
SingerHamida Banu, Shamshad Begum, Shanti Sharma
DirectorRamesh Gupta, Sushil Sahu
Music ComposerKhemchand Prakash
LyricistBharat Vyas
Star CastKishore Sahu, Ramola, Mubarak, Mohana, Mumtaz Ali, Amir Bano, A Shah, Jankidas
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *