Aaye bhi akela
Jaaye bhi akela
Do din ki zindagi hai
Do din ka mela
Do din ka mela
Aaye bhi akela
Jaaye bhi akela
Do din ki zindagi hai
Do din ka mela
Do din ka mela
Teri zindagi mauj hai do ghadi ki
Ye baaten hain naadaan sab jeete ji ki
Sab jeete ji ki
Ye duniyaan hui hai na hogi kisi ki
Vahi ek manzil hai har aadmi ki
Har aadmi ki
Jahaan sab ko jaana padega akela
Do din ki zindagi hai
Do din ka mela
Do din ka mela
Aaye bhi akela
Jaaye bhi akela
Do din ki zindagi hai
Do din ka mela
Do din ka mela
Ek baar saath deke saath na chhod ana
Jaan jaaye to jaaye
Dosti na todana
Dosti na todana
Nazaren na pher lena
Munh ko na modana
Duniyaan ko chhod dena
Yaar ko na chhod ana
Yaar ko na chhod ana
Dekho mansoor kaise
Jaan pe khela
Do din ki zindagi hai
Do din ka mela
Do din ka mela
Aaye bhi akela
Jaaye bhi akela
Do din ki zindagi hai
Do din ka mela
Do din ka mela
| Movie | Dost |
| Singer | Talat Mahmood |
| Director | Rajendra Sharma |
| Music Composer | Hansraj Behl |
| Lyricist | Varma Malik |
| Star Cast | Suresh, Usha Kiran, Om Prakash |

