Aaya Nahi Saiyan Lyrics  | Chehra: The Unknown Mask | Sheetal Pathak, Saheem Khan | Kamal Khan | Deepak K. Bajaj

Aaya Nahi Saiyan Lyrics | Chehra: The Unknown Mask | Sheetal Pathak, Saheem Khan | Kamal Khan | Deepak K. Bajaj

Waqt adhura ye dil dhadka jaaye
Kaahe naa aaye tu kyu tu sataye
Piya ki hai aas mujhko
Suna laage ye sama
Aankhe ye raah dekhe biti jaaye shaam
Aaya naahi saiyaan jiya laage na
Tanhaaiyo mein biti jaaye shaam
Aaya naahi saiyaan kaahe tarsaaye
Aaya naahi saiyaan kaahe tarsaaye
Wade adhure tere chain churaaye,
Kaahe tarsaaye
Aaya naahi saiyaan jiya laage na

Wada tha kaisa tera kaanch ka sapna
Tut ke aise chubha dard na ho kam mera
Wada tha kaisa tera kaanch ka sapna
Tut ke aise chubha dard na ho kam mera
Wade adhure tere chain churaaye,
Kaahe tarsaaye
Aaya naahi saiyaan jiya laage na

Na tha tu humse juda na tu khafa tha
Raahon mein hum akele tanha ye dil mera
Na tha tu humse juda na tu khafa tha
Raahon mein hum akele tanha ye dil mera
Sun le sada ho na juda, jiya jaaye na
Jiya jaaye na, jiya jaaye na
Kaahe naa aaye tu kyu tu sataye
Piya ki hai aas mujhko
Suna laage ye sama
Aankhe ye raah dekhe biti jaaye shaam
Aaya naahi saiyaan jiya laage na
Aaya naahi saiyaan kaahe tarsaaye
Mohe sataye chain churaaye,
Kaahe tarsaaye
Wade adhure tere chain churaaye,
Kaahe tarsaaye
Aaya naahi saiyaan jiya jaaye na
Aaya naahi saiyaan jiya jaaye na.

MovieChehra: The Unknown Mask
SingerKamal Khan
DirectorDeepak K Bajaj
Music ComposerDeepak K. Bajaj
LyricistDeepak K. Bajaj
Star CastSheetal Pathak, Saheem Khan, Quaiser Jamal, Raza Murad, Sandesh Jadhav, Priyanka Gairola, Kumar Sunil, Gautam Berde, Satyapal Landge, Sunil Hirekhan, Rishika Bajaj
LabelJaarimma Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *