Aaya kaun meri mahfil
Mein dil hau hai deewana
Jhum jhum ke gaye
Manwa khushi ka tarana
Aaya kaun meri mahfil
Mein dil hau hai deewana
Jhum jhum ke gaye
Manwa khushi ka tarana
Aaya kaun meri mahfil mein
Dil ne pukara mere
Dekho ye najara
Kare tujhe piya
Mera jiya ye ishare
Dil ne pukara mere
Dekho ye najara
Kare tujhe piya
Mera jiya ye ishare
Beet na jaye kahi
Shama ye suhana
Jhum jhum ke gaye
Manwa khushi ka tarana
Aaya kaun meri mahfil
Mein dil hau hai deewana
Jhum jhum ke gaye
Manwa khushi ka tarana
Aaya kaun meri mahfil mein
Aake na jaye koi
Kahde bahar ko
Jake sataye na
Rulaye mere pyar ko
Aake na jaye koi
Kahde bahar ko
Jake sataye na
Rulaye mere pyar ko
Dekho acha nahi hai
Dil ka dukhana
Jhum jhum ke gaye
Manwa khushi ka tarana
Aaya kaun meri mahfil
Mein dil hau hai deewana
Jhum jhum ke gaye
Manwa khushi ka tarana
Aaya kaun meri mahfil
Mein dil hau hai deewana
Jhum jhum ke gaye
Manwa khushi ka tarana
Aaya kaun meri mahfil mein.
| Movie | Ek Jhalak |
| Singer | Asha Bhosle |
| Director | Kalidas |
| Music Composer | Hemanta Kumar Mukhopadhyay |
| Lyricist | Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari) |
| Star Cast | Pradeep Kumar, Rajendra Kumar, Pran, Anita Guha, Mumtaz, Vyjayantimala, Omprakash, Mubarak, Lalita Pawar, Jawahar Kaul |
| Label | Saregama |

