Aaya hai barisho ka
Mausam sharab peekar
Aaya hai barisho ka
Mausam sharab peekar
Aao ke bhul jaye
Sab gham sharab peekar
Aaya hai barisho ka
Mausam sharab peekar
Aao ke bhul jaye
Sab gham sharab peekar
Aaya hai barisho ka
Mausam sharab peekar
Gazalo ke jaam chhalke
Kuch khaas hi ada se
Gazalo ke jaam chhalke
Kuch khaas hi ada se
Gazalo ke jaam chhalke
Kuch khaas hi ada se
Pahunche hum anjuman me
Jis dam sharab peekar
Pahunche hum anjuman me
Jis dam sharab peekar
Aao ke bhul jaye
Sab gham sharab peekar
Aaya hai barisho ka
Mausam sharab peekar
Kaliyo ka ye tabassum
Bhanwaro ka ye tarannum
Kaliyo ka ye tabassum
Bhanwaro ka ye tarannum
Kaliyo ka ye tabassum
Bhanwaro ka ye tarannum
Madhosh kar raha hai
Aalam sharab peekar
Madhosh kar raha hai
Aalam sharab peekar
Aao ke bhul jaye
Sab gham sharab peekar
Aaya hai barisho ka
Mausam sharab peekar
Kis husn ki sharabe
Aankho ko yaad aayi
Kis husn ki sharabe
Aankho ko yaad aayi
Kis husn ki sharabe
Aankho ko yaad aayi
Daman me gir rahi hai
Shabnam sharab peekar
Daman me gir rahi hai
Shabnam sharab peekar
Aao ke bhul jaye
Sab gham sharab peekar
Aaya hai barisho ka
Mausam sharab peekar
Shab hai sambhal ke chaliye
Sab raaz khol degi
Shab hai sambhal ke chaliye
Sab raaz khol degi
Shab hai sambhal ke chaliye
Sab raaz khol degi
Pajeb ki thirakti
Chham chham sharab peekar
Pajeb ki thirakti
Chham chham sharab peekar
Aao ke bhul jaye
Sab gham sharab peekar
Aaya hai barisho ka
Mausam sharab peekar
Aaya hai barisho ka
Mausam sharab peekar
| Movie | Mainosh (Anup Jalota) |
| Singer | Anup Jalota |
| Music Composer | Anup Jalota |
| Lyricist | Madan Pal |

