Aaya Dulha Aaya Lyrics | Indian Babu | Neerja Pandit, Sarika Kapoor, Kumar Sanu | Nadeem Shravan

Aaya Dulha Aaya Lyrics | Indian Babu | Neerja Pandit, Sarika Kapoor, Kumar Sanu | Nadeem Shravan

Aaya dulha aaya aur maa ko sath le aaya
Aaya dulha aaya aur maa ko sath le aaya
Are aaya dulha aaya aur maa ko sath le aaya
Aaya dulha aaya aur maa ko sath le aaya
Shahzadi ko lene aaya palle nahi kiraya

Hoye aai dulhan aayi aur saath hai kangla bhai
Aai dulhan aayi aur saath hai kangla bhai
Aai dulhan aayi aur saath hai kangla bhai
Hoye aai dulhan aayi aur saath hai kangla bhai
Raja bhoj ko kismat gangu teli ke gahr layi
Aai dulhan aayi aur saath hai kangla bhai
Aai dulhan aayi aur saath hai kangla bhai

Baap dekho ladke ka aaha baap dekho
Ladke ka jaise papon ki tasveer
Ye putla lalch ka oho ye putla
Lalach ka jise duniya kahe fakeer
Hazaro jatan kiye par na jagi takdeer

Ke nana ladki ka aha ke nana
Ladki ka hai cheez badi anmol
Saja gayi chehre ko ohho saja gayi
Chehre ko chehere ko ek tedi ankh ek gol
Khilona japani kad chota unche bol
Dozakh me jayegi jisne ye rishta karvaya
Aaya dulha aaya aur maa ko sath le aaya
Aaya dulha aaya aur maa ko sath le aaya

Ye rishta na karna aaha ye rishta
Na karna hum samjhate the log
Ke oche logo se ohho ke oche logo
Se mat jodo ye sanjog
Likha kismat me hume lag jae ye rog

Ye khel mukaddar ka aaha ye khel
Mukaddar ka jo ban gayi tumse baat
Garibo ke ghar me ohho garibo ke
Ghar me hum le aaye barat
Bada ehsaan kiya tumne in teeno ke saath
Mat bhulo humne ye rishta baar baar thukraya

Aai dulhan aayi aur saath hai kangla bhai
Hoye aai dulhan aayi aur saath hai kangla bhai
Raja bhoj ko kismat gangu teli ke gahr layi
Aai dulhan aayi aur saath hai kangla bhai
Aai dulhan aayi aur saath hai kangla bhai
Aaya dulha aaya aur maa ko sath le aaya

MovieIndian Babu
SingerNeerja Pandit, Sarika Kapoor, Kumar Sanu
Music ComposerNadeem Shravan
LyricistSameer
Star CastJas Pandher, Gurline Chopra, Mukesh Rishi, Alok Nath, Mohan Joshi, Avantika Verma, Johny Lever, Nishigandha Wad, Shama Deshpande, Rajeev Varma, Jaspal Bhatti, Vijay Arora, Yunus Parvez, Honey Irani, Shashi Sharma

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *