Aate Jaate Hue Main Sab Pe Nazar Lyrics  | Shaan | Sunil Dutt, Shashi Kapoor | Mohammed Rafi | Rahul Dev Burman

Aate Jaate Hue Main Sab Pe Nazar Lyrics | Shaan | Sunil Dutt, Shashi Kapoor | Mohammed Rafi | Rahul Dev Burman

Aate jaate hue mai sab
Pe nazar rakhta hun
Aate jaate hue mai sab
Pe nazar rakhta hun
Naam abdul hai mera kya
Ho naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hun
Aate jaate hue mai sab
Pe nazar rakhta hun
Aate jaate hue mai sab
Pe nazar rakhta hun
Naam abdul hai mera kya
Ho naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hun
Ho naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hun

Sar kisike saamane jhuk
Jaae mera ye mujhe mazur nahi
Aa pade vaqt to maut aae
Sahi par mai majabur nahi
Sar kisike saamane jhuk
Jaae mera ye mujhe mazur nahi
Aa pade vaqt to maut aae
Sahi par mai majabur nahi
Jaan par khel jaaun mai
Wo jigar rakhta hun
Jaan par khel jaaun mai
Wo jigar rakhta hun
Naam abdul hai mera kya
Ho naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hun
Aate jaate hue mai sab
Pe nazar rakhta hun
Aate jaate hue mai sab
Pe nazar rakhta hun
Naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hun
Ho naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hun

Kisne liyaa kisne diya kisne
Kahaan maal chhupa rakha hai
Maine is dil me saari duniya
Kaa haal chhupa rakha hai
Kisne diya kisne liyaa kisne
Kahaan maal chhupa rakha hai
Maine is dil me saari duniya
Kaa haal chhupa rakha hai
Bol sakta hun zubaan
Band magar rakhta hun
Bol sakta hun zubaan
Band magar rakhta hun
Naam abdul hai mera kya
Ho naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hun
Aate jaate hue mai sab
Pe nazar rakhta hun
Aate jaate hue mai sab
Pe nazar rakhta hun
Naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hun
Ho naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hun.

MovieShaan
SingerMohammed Rafi
DirectorRamesh Sippy
Music ComposerRahul Dev Burman
LyricistAnand Bakshi
Star CastSunil Dutt, Shashi Kapoor, Amitabh Bachchan, Shatrughan Sinha, Raakhee Gulzar, Parveen Babi, Bindiya Goswami, Kulbhushan Kharbanda
LabelPolydor

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *