Aate jaate, hanste gaate
Socha tha maine man mein kai baar
Woh pehli nazar, halka sa asar
Karta hai kyun is dil ko bekaraar
Ruk ke chalna, chal ke rukna
Na jaane tumhe hai kiska intezaar,
Tera woh yakin kahin main to nahin
Lagta hai yehi kyon mujhko baar baar,
Aate jaate, hanste gaate
Socha tha maine man mein kai baar
Hothon ki kali, kuch aur khili
Yeh dil pe hua hai kiska ikhtiyaar,
Ooo.. Ooo..
Ooo. Oo..
| Movie | Golmaal Again |
| Singer | Anushka Manchanda, Nikhil D'Souza |
| Music Composer | Abhishek Arora |
| Lyricist | Kumaar |
| Star Cast | Ajay Devgn, Parineeti Chopra |
| Label | Saregama Music |

