Aata Hai Aata Hai Santa Claus Aata Hai (Marry Christmas) Lyrics | Shaandar | Kishore Kumar | Laxmikant Pyarelal

Aata Hai Aata Hai Santa Claus Aata Hai (Marry Christmas) Lyrics | Shaandar | Kishore Kumar | Laxmikant Pyarelal

Aata hai aata hai
Santa claus aata hai
Ek hiran ki buggy par
Geet sunata aata hai
Aata hai aata hai
Santa claus aata hai
Ek hiran ki buggy par
Geet sunata aata hai
Merry christmas
Merry christmas
Merry christmas
Merry christmas
Merry christmas
Merry christmas

Dunia bhar ke sabhi khilone
Lekar aaya hu
Dunia bhar ke sabhi khilone
Lekar aaya hu
Neele peele aur salone
Lekar aaya hu
Moti dulhan rabar ki gudiya
Budha baba kubdi pudiya
Dug dug nache bandar
Dug dug nache bandar
Bhalu been bajata hai
Aata hai aata hai
Santa claus aata hai
Ek hiran ki buggy par
Aata hai aata hai
Santa claus aata hai
Ek hiran ki buggy par

Nanhe munne bache jis din
Subah sawere jagenge
Nanhe munne bache jis din
Subah sawere jagenge
Or takiye ke niche se
Leke sawere bhagenge
Apna apna packet khole
Jhum jhum ke sabse bole
Merry christmas
Merry christmas
Merry christmas
Merry christmas
Merry christmas
Merry christmas

Jata hai jata hai
Santa claus jata hai
Agle saal jaldi jaldi vaapas aata hain
He jata hai jata hai
Santa claus jata hai
Agle saal jaldi jaldi vaapas aata hain

MovieShaandar
SingerKishore Kumar
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistRajinder Krishan
Star CastSanjeev Kumar, Sharmila Tagore, Vinod Mehra, Aruna Irani, Raj Mehra

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *