Aasman Se Chand Laoon Lyrics  | Kehtaa Hai Dil Baar Baar | Paresh Rawal, Jimmy Shergill | Shaan | Jatin Pandit, Lalit Pandit

Aasman Se Chand Laoon Lyrics | Kehtaa Hai Dil Baar Baar | Paresh Rawal, Jimmy Shergill | Shaan | Jatin Pandit, Lalit Pandit

Chandni se ghar sajaaon main
Aasman se chand laaon
Chandni se ghar sajaaon mein
Jo mere sapne hai
Bas wohi apne hai
Jo mere sapne hai
Bas wohi apne hai
Is jahan se kya mujhe lena
Aasman se chand laaon
Chandni se ghar sajaaon mein
Jo mere sapne hai
Bas wohi apne hai
Is jahan se kya mujhe lena
Aasman se chand laaon

Dil chaahta hai banaaon
Kahin main ek chota sa ghar
Hasta rahoon is main
Jaata rahoon har ghum
Se main bekhabar
Pyaar ki basti mein
Din kate masti mein
Is jahan se kya
Mujhe lena kya dena
Aasman se chand laaon main

Mere khayalo mein aane
Lagi phoolon si naazuk pari
Bechainiyon ko badhaane
Lagi ladki woh jaadoo bhari
Uska afsana hoon
Main to deewana hoon
Is jahan se kya mujhe
Ena kya dena
Aasman se chand laaon
Chandni se ghar sajaaon mein
Jo mere sapne hai
Bas wohi apne hai
Jo mere sapne hai
Bas wohi apne hai
Is jahan se kya mujhe lena
Aasman se chand laaon main.

MovieKehtaa Hai Dil Baar Baar
SingerShaan
DirectorRahul Dholakia
Music ComposerJatin Pandit, Lalit Pandit
LyricistSameer
Star CastParesh Rawal, Jimmy Shergill, Kim Sharma
LabelSony Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *