Aashiyan Lyrics | Barfi | Nikhil Paul George, Shreya Ghoshal | Pritam Chakraborty

(Itti si hansi itti si khushi
Itta sa tukda chand ka
Khwabon ke tinkon se
Chal banayeinn aashiyaan) – 2
Dabe dabe paaon se
Aaye haule haule zindagi
Hothon pe puppy chadha ke
Hum taale laga ke chal
Gumsum tarane chupke chupke gaayein
Aadhi aadhi baatein ye
Aaja dil ki ye zameen
Thoda sa tera sa hoga
Thoda mera bhi hoga apna ye aashiyan

Itti si hansi
Itti si khushi
Itta sa tukda chand ka
Khwabon ke tinkon se
Chal banayeinn aashiyan
Naa ho chaar deewarein
Phir bhi jharokhe khule
Baadalon ke hothon pe
Shaakhein hari, pankha chale

Naa ho koi takraarein
Are masti thahaake chalein
Pyaar ke sikkon se mahine ka kharcha chale
Dabe dabe paaon se
Aaye haule haule zindagi
Hothon pe puppy chadha ke
Hum taale laga ke chal
Gumsum tarane chupke chupke gaayein
Aadhi aadhi baatein ye
Aaja dil ki ye zameen
Thoda sa tera sa hoga
Thoda mera bhi hoga apna ye aashiyan

(Itti si hansi
Itti si khushi
Itta sa tukda chand ka
Khwabon ke tinkon se
Chal banayeinn aashiyan) – 2

MovieBarfi
SingerNikhil Paul George, Shreya Ghoshal
Music ComposerPritam Chakraborty
LyricistSwanand Kirkire

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *