Aashik Hu Mai Katil Bhi Hu, Badshah O Badshah Lyrics | Baadshah | Abhijeet | Anu Malik

Aashik Hu Mai Katil Bhi Hu, Badshah O Badshah Lyrics | Baadshah | Abhijeet | Anu Malik

Aashik hu mai,katil bhi hu sabke dilo me shamil bhi hu
Aashik hu mai,katil bhi hu sabke dilo me shamil bhi hu
Aashik hu mai,katil bhi hu sabke dilo me shamil bhi hu
Dil ko churana
Ninde udana dil ko churana
Ninde udana
Bas yahi mera kusur
Wado se apne muh karta nahi marne se mai kabhi darta nahi
Badshah o badshah
Badshah hey badshah
Badshah o badshah
Badshah
Aashik hu mai
Katil bhi hu sabke dilo me shamil bhi hu
Dil ko churana ninde udana bas yahi mera kusur
Wado se apne muh karta nahi marne se mai kabhi darta nahi
Badshah o badshah
Badshah hey badshah
Badshah o badshah
Badshah

Charo taraf hai mere hi charche hontho pe hai bas mera nam
Rango bhari subah meri masti me dubi hai meri sham
Jhuthi kahani sacchi lage aawargi mujhe achhi lage
Nagme sunana sabko nachana
Bas yahi mera kusur
Wado se apne muh karta nahi marne se mai kabhi darta nahi
Badshah o badshah
Badshah hey badshah
Badshah o badshah
Badshah

Hai yeh mohabbat kamjori meri chahat ki duniya pe mera raj
Bas rab ke aage jhukta mera sar jhukte mere samne takhto taj
Andaz mera sabse juda mai badshaho kaa badshah
Sapne sajana hansna hasana bas yahi mera kusur
Wado se apne muh karta nahi marne se mai kabhi darta nahi
Badshah o badshah
Badshah hey badshah
Badshah o badshah
Badshah
Aashik hu mai katil bhi hu sabke dilo me shamil bhi hu
Dil ko churana ninde udana bas yahi mera kusur
Wado se apne muh karta nahi marne se mai kabhi darta nahi
Badshah o badshah
Badshah hey badshah
Badshah o badshah
Badshah
Badshah o badshah
Badshah hey badshah
Badshah o badshah
Badshah

MovieBaadshah
SingerAbhijeet
DirectorAbbas Burmawalla, Mustan Burmawalla
Music ComposerAnu Malik
LyricistSameer
Star CastShahrukh Khan, Twinkle Khanna, Rakhee, Johny Lever, Shashikala, Sachin Khedekar, Pankaj Dheer, Deepshikha, Sharat Saxena, Saurabh Shukla, Prem Chopra, Deepak Tijori, Amrish Puri, Avtar Gill, Razzak Khan, Viju Khote, Amrit Patel, Dinesh Hingoo, Dinyar Cont

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *