Aapne Kya Kaha Maine Kya Sun Liya Lyrics | Aaya Toofan | Lata Mangeshkar | Laxmikant-Pyarelal

Dil ki halat na puchiye
Aapne kya kaha maine kya sun liya – 2
Dil ki halat na puchiye
Aapne kya kaha maine kya sun liya
Aapne kya kaha

Ek bar wo fasana wo fasan phir sunaiye
Koi hasi bahana ha bahana phir banayiye
Samjha hai kya dil kahna hai muskil
Samjha hai kya dil
Ye hakikat na puchhiye
Aapne kya kaha maine kya sun liya
Aapne kya kaha

Phir do dilo me wade hanji wade aaj ho gye
Kuch or hi irade ha irede aaj ho gye
Dil muskuraye kisne jataye
Dil muskuraye meri kismat na puchhiye
Aapne kya kaha maine kya sun liya
Dil ki halat na puchiye
Aapne kya kaha maine kya sun liya

MovieAaya Toofan
SingerLata Mangeshkar
Music ComposerLaxmikant-Pyarelal
LyricistAsad Bhopali

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *