Aap ko mujhse gila hota na shikva hota
Meri majboori ko gar aap ne samjha hota
Samjha hota
Aap ko mujhse gila hota na shikva hota
Aap ko mujhse gila hota na shikva hota
Meri majboori ko gar aap ne
Meri majboori ko gar aap ne
Samjha hota
Samjha hota
Aap ko mujhse
Aap ko mujhse gila hota na shikva hota
Dard ki yaad mein bhi dard hai
Behtar ye tha
Dard ki yaad mein bhi dard hai
Behtar ye tha
Apne zakhmon ka hisaab hamne na rakha hota
Meri majboori ko gar aapne
Meri majboori ko gar aapne
Samjha hota
Samjha hota
Khwaab dekhe the jo hamne
Woh sabhi sach hote
Khwaab dekhe the jo hamne
Woh sabhi sach hote
Sochiye aisa agar hota toh kaisa hota
Meri majboori ko gar aap ne
Samjha hota
Samjha hota
Aapko mujhse gila hota na shikva hota
| Movie | Tehzeeb |
| Singer | Sujata Bhattacharya |
| Director | Khalid Mohamed |
| Music Composer | A R Rahman |
| Lyricist | Javed Akhtar |
| Star Cast | Shabana Azmi, Urmila Matondkar, Arjun Rampal, Dia Mirza, Rishi Kapoor, Namrata Shirodkar, Satish Kaushik, Rekha Rao, Diana Hayden, Palak Jain |

