Aapki Inayate Lyrics  | Vandana | Parikshat Sahni, Sadhana | Lata Mangeshkar | Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Aapki Inayate Lyrics | Vandana | Parikshat Sahni, Sadhana | Lata Mangeshkar | Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Aapki inayate
Aapke karam
Aap hi bataye
Kaise bhulenge hum
Aapki inayate
Aapke karam
Aap hi bataye
Kaise bhulenge hum

Ek bhujhe
Shama ki tarha
Tha jo dil mera
Devta ki aarti
Ka ban gaya diya
Ek bhujhe
Shama ki tarha
Tha jo dil mera
Devta ki aarti
Ka ban gaya diya
Aapki inayate
Aapke karam
Aap hi bataye
Kaise bhulenge hum

Iltza yahi hai
Dile bekarar ke
Todna na dor
Kabhi mere pyar ki
Iltza yahi hai
Dile bekarar ke
Todna na dor
Kabhi mere pyar ki
Aapki inayate
Aapke karam
Aap hi bataye
Kaise bhulenge hum
Aapki inayate
Aapke karam
Aap hi bataye
Kaise bhulenge hum.

MovieVandana
SingerLata Mangeshkar
DirectorNarendra Suri
Music ComposerRavi Shankar Sharma (Ravi)
LyricistAnjaan
Star CastParikshat Sahni, Sadhana, Sarika, Bindu, Johnny Walker
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *