Aap Kya Aaye Lyrics | Kaala Sooraj | Sharon Prabhakar | Bappi Lahiri

Aap Kya Aaye Lyrics | Kaala Sooraj | Sharon Prabhakar | Bappi Lahiri

Aap kya aaye nau bahaar aa gayi
Aap kya aaye nau bahaar aa gayi
Sari mehfil mein masti si cha gayi
Aap kya aaye nau bahaar aa gayi
Aap kya aaye nau bahaar aa gayi
Sari mehfil mein masti si cha gayi
Aap kya aaye nau bahaar aa gayi

Ye dil-o-jaan husan jawan hai sab hi aapka
Ishara par hoga idhar jab bhi aapka
Aapki khidmat mein lo hum aa gaye
Aap kya aaye nau bahaar aa gayi
Aap kya aaye nau bahaar aa gayi
La..la..la..la..la.la

Patton mein jo dhaka hua milta hai gulab
Parde mein yun chupa hua khilta hai shabab
Aapne yun dekha main sharma gayi
Aap kya aaye nau bahaar aa gayi
Aap kya aaye nau bahaar aa gayi

Khile chaman sa mera man mehakane hai laga
Meethi agan mein tan badan dehakane hai laga
Jane kesa jaadu ye nazar dha gayi
Aap kya aaye nau bahaar aa gayi
Sari mehfil mein masti si cha gayi
Aap kya aaye nau bahaar aa gayi

MovieKaala Sooraj
SingerSharon Prabhakar
DirectorDesh Gautam
Music ComposerBappi Lahiri
LyricistShaily Shailendra
Star CastShatrughan Sinha, Sulakshana Pandit, Aruna Irani, Amjad Khan, Rakesh Roshan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *