Aap ko bhul jaaye hum itnin to bewafa nahi
Aapse kya gila kare aapese koi gila nahi
Sisha-e-dil ko todna unka to ek khel hai
Humse hi bhul ho gayi unko koi khata nahi
Kaash wo apne gham mujhe de de to kuch sukun mile
Wo kitna bad-nasib hain gam hi jise mila nahi
Jurm hai gar wafa to kya
Kyu kar wafa ko chhod du
Kehte hain is gunaah ki hoti koi saja nahi
| Movie | Echoes (Jagjit Singh) |
| Singer | Chitra Singh |

