Aap Ke Husn Ka Lyrics | Sarhadein (Album) | Suresh Wadkar | Mayuresh Pai

Aap Ke Husn Ka Lyrics | Sarhadein (Album) | Suresh Wadkar | Mayuresh Pai

Aap ke husn ka lafzo mein baya kaise ho
Aap ke husn ka lafzo mein baya kaise ho
Shayari par mujhe
Shayari par mujhe ab itna gumaan kaise ho
Aap ke husn ka lafzo mein baya kaise ho

Rango se aapki tasveer to ban sakti hain
Rango se aapki tasveer to ban sakti hain
Rang har lamha jo badle wo sama kaise ho
Rang har lamha jo badle wo sama kaise ho
Shayari par mujhe ab itna gumaan kaise ho
Aap ke husn ka lafzo mein baya kaise ho

But koi aapka chahu to bana sakta hu
But koi aapka chahu to bana sakta hu
Waqt ke saath wo but aur jawa kaise ho
Waqt ke saath wo but aur jawa kaise ho

Aapke dar pe sawaali hu na jaane kab se
Aapke dar pe sawaali hu na jaane kab se
Ek din puchh to lete ke yahan kaise ho
Ek din puchh to lete ke yahan kaise ho
Shayari par mujhe
Shayari par mujhe ab itna gumaan kaise ho
Aap ke husn ka lafzo mein baya kaise ho

MovieSarhadein (Album)
SingerSuresh Wadkar
Music ComposerMayuresh Pai
LyricistJaved Akhtar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *