Aap Ka Chehra Masha Allah Lyrics | Rootha Na Karo | Mohammed Rafi, Asha Bhosle | Chitalkar Ramchandra

Aap Ka Chehra Masha Allah Lyrics | Rootha Na Karo | Mohammed Rafi, Asha Bhosle | Chitalkar Ramchandra

Aap ka chehra masha allah
Julf ka pahra subhan allah
Aap ki bate wallah wallah
Itni mohabbat allah allah

Julf ka sawan gal ki bijli dono ka diwana hu
Julf ka sawan gal ki bijli dono ka diwana hu
Mera hak hai o sahjadi mera hak hai o sahjadi
Chahat ka parvana hu aap ka chehra masha allah
Julf ka pahra subhan allah
Aap ki bate wallah wallah
Itni mohabbat allah allah

Pyar ka sagar itna gahra
Do dil jisme dub chuke hai
Pyar ka sagar itna gahra
Do dil jisme dub chuke hai
Duniwale bhed na jane duniwale bhed na jane
Dubke hum to par huye hai
Aap ka chehra masha allah
Julf ka pahra subhan allah
Aap ki bate wallah wallah
Itni mohabbat allah allah

In baho ke hath to dalo
Apne gale se mujhe laga lo
In baho ke hath to dalo
Apne gale se mujhe laga lo
Aisa nasha hai bahki jau aisa nasha hai bahki jau
Aaj mujhe tum khud hi sambhalo
Aap ka chehra masha allah
Julf ka pahra subhan allah
Aap ki bate wallah wallah
Itni mohabbat allah allah

MovieRootha Na Karo
SingerMohammed Rafi, Asha Bhosle
DirectorSunder Das
Music ComposerChitalkar Ramchandra
LyricistHasrat Jaipuri
Star CastShashi Kapoor, Nanda, Aruna Irani, Naaz, Rajendra Nath, Sulochana, Tun Tun, Laxmi Chhaya, Jay Shree T

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *