Aap Jaisa Aap Jaisa Yaar Mujhe Chahiye Lyrics | Tum Se Achcha Kaun Hai | Sukhwinder Singh | Nadeem Shravan

Aap Jaisa Aap Jaisa Yaar Mujhe Chahiye Lyrics | Tum Se Achcha Kaun Hai | Sukhwinder Singh | Nadeem Shravan

Aap jaisa aap jaisa yaar mujhe chaahiye
Aap ki mohabbat aur pyaar mujhe chaahiye
Ched ki rani pilli yunhi main gallaon
Aap ke liye hi saari zindagi mein gaaon
Aap ka main aap ka sitara
Aap ka main aap ka sitara
Aap jaisa aap jaisa yaar mujhe chaahiye
Aap ki mohabbat aur pyaar mujhe chaahiye

Aap ki khayal saari ki hi chaahate
Mere saare geet kya hai aapki aamanate
Zero se bana de hero aap jise chaahe
Yahan tak laayi mujhe aap ki duae
Apna naseeb yeh savara
Apna naseeb yeh savara
Aap ka main aap ka sitara

Sapno ki duniya mein palkon ke ghar me
Rehna hai mujhe bas aapki nazar me
Maine banayi jaga aap ke jigar me
Mili shaurat mujhe aap ki shaher me
Aap sa na koyi dildara
Aap sa na koyi dildara
Apna naseeb yeh savara
Aap ka main aap ka sitara
Aap jaisa aap jaisa yaar mujhe chaahiye
Aap ki mohabbat aur pyaar mujhe chaahiye

MovieTum Se Achcha Kaun Hai
SingerSukhwinder Singh
DirectorDeepak Anand
Music ComposerNadeem Shravan
LyricistSameer
Star CastNakul Kapur, Aarti Chhabria, Kim Sharma, Rati Agnihotri, Dalip Tahil, Raghuveer Yadav, Neeraj Vora, Navni Parihar, Girija Shanker, Adi Irani, Anant Mahadevan, Ali Asgar, Viju Khote, Shashi Kiran, Rajpal Yadav

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *