Aao Suhaag Ki Raat Mana Le Lyrics | Sampoorna Devi Darshan | Asha Bhosle | S N Tripathi

Aao Suhaag Ki Raat Mana Le Lyrics | Sampoorna Devi Darshan | Asha Bhosle | S N Tripathi

Aao suhag ki raat mana le
Aaj bujha di jivan baati
Sej chita ki hamko bulaye
O mere janam maran ke sathi
Tumhare sang jina tha
Tumhare sang jina tha
Tumhare sang marana hai
Diya tha jo vachan tumko
Wo pura aaj karna hai
Tumhare sang marana hai

Huyi kuch bhul hogi
Jiski maine saja payi
Huyi kuch bhul hogi
Jiski maine saja payi
Dyalu hoke bhi maa ne
Daya mujhpe na dikhlai
Daya mujhpe na dikhlai
Chita ki rakh chita ki rakh
Chita ki rakh ab to
Dharti pe bikharna hai
Tumhare sang marana hai

Abhagin hoke jine se
Suhagin marna achcha hai
Abhagin hoke jine se
Suhagin marna achcha hai
Pati ke sang sati hona
Ye naari ki priksha hai
Ye naari ki priksha hai
Isi agni priksha mein
Khara mujhko utrna hai
Diya tha jo vachan tumko
Wo pura aaj karna hai
Tumhare sang marana hai
Diya tha jo vachan tumko
Wo pura aaj karna hai
Tumhare sang marana hai

MovieSampoorna Devi Darshan
SingerAsha Bhosle
DirectorShantilal Soni
Music ComposerS N Tripathi
LyricistB D Mishra
Star CastAshish Kumar, Sushma, Shabnam, Padma Devi, B M Vyas

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *