Aao Kanhai Mere Dham Lyrics | Mere Jeevan Saathi (1972) | Kishore Kumar | R D Burman

Apno ko kab hey sham – 2 mukh dikhlaoge
Aise mein aaye na fir kab aaoge
Bekal bekal panth nihare – 2
Tumhare darsh mein pyase tamam
Ke din se ho gayi sham
Aao kanhai mere dham
Ke din se ho gayi sham

Ban main raam basti mein
Dekha hai chahu aur
Prabhu tumse bandhi hai
Aasha vo ki dor
Aab uljao ya suljao – 2
Aan pad ahai tumse he kaam
Ke din se ho gayi sham
Aao kanhai mere dham
Ke din se ho gayi sham

Is man mein aajao naino ke pat khol
Saanso mein dhadkan mein
Mohan tumhare bol
Tumko nahi to kisko pukaru – 2
Mujhko to aawe ek hi naam
(Ke din se ho gayi sham
Aao kanhai mere dham) – 2
Ke din se ho gayi sham

MovieMere Jeevan Saathi (1972)
SingerKishore Kumar
Music ComposerR D Burman
LyricistMajrooh Sultanpuri

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *