Aansu Kee Aag Leke Teree Yaad Aayee Lyrics | Yahudi | Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Aansu Kee Aag Leke Teree Yaad Aayee Lyrics | Yahudi | Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Aansu ki aag leke teri yaad aayi
Jalte huye raag leke teri yaad aayi
Shikwe hajaar leke teri yaad aayi
Haay re kaisi judaayi
Haay re kaisi judaayi
Haay re kaisi judaayi
Haay re kaisi judaayi

Rota hai guncha-guncha aangan udaas hai
Abb dil ki aarzu ko jalwo ki pyaas hai
Abb dil ki aarzu ko jalwo ki pyaas hai
Aansu ki aag leke teri yaad aayi
Jalte huye raag leke teri yaad aayi
Shikwe hajaar leke teri yaad aayi
Haay re kaisi judaayi
Haay re kaisi judaayi

Dono jahaan teri chaahat me chhod du
Pyaar ka naajuk rishta kaise mai tod du
Pyaar ka naajuk rishta kaise mai tod du
Aansu ki aag leke teri yaad aayi
Jalte huye raag leke teri yaad aayi
Shikwe hajaar leke teri yaad aayi
Haay re kaisi judaayi
Haay re kaisi judaayi
Haay re kaisi judaayi
Haay re kaisi judaayi

MovieYahudi
SingerLata Mangeshkar
DirectorBimal Roy
Music ComposerShankar Jaikishan
LyricistHasrat Jaipuri
Star CastDilip Kumar, Meena Kumari, Nazir Hasain, Sohrab Modi, Nigar Sultana, Anwar Hussan, Helen, Murad, Tiwari, Cuckoo, Minu Mumtaz, Naaz, Kamala

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *