Aankhon Mein Leke Pyaar Lyrics  | Pyaasa | Yukta Mookhey, Aftab Shivdasani | Karsan Sagathia, Kavita Krishnamurthy | Darshan Rathod, Sanjeev Rathod

Aankhon Mein Leke Pyaar Lyrics | Pyaasa | Yukta Mookhey, Aftab Shivdasani | Karsan Sagathia, Kavita Krishnamurthy | Darshan Rathod, Sanjeev Rathod

Hey jaagi hai umang dil mein
Bujhegi mann ki pyaas
Pyaar ke rang mein
Hum sab milkar
Hey khelenge daandiya
Raas hey halle halle

Aankhon mein leke
Pyaar aaya hai koi yaar
Bajte hai dil ke taar kya hoga
Yaar kya hoga kya
Hoga yaar kya hoga

Ae aankhon mein leke
Pyaar aaya hai koi yaar
Bajte hai dil ke taar kya hoga
Yaar kya hoga kya
Hoga yaar kya hoga

Wo bhi hai beqaraar
Main bhi hoon beqaraar
Ab kaun jaane yaar kya hoga
Wo bhi hai beqaraar
Main bhi hoon beqaraar
Ab kaun jaane yaar kya hoga

Aankhon mein leke pyaar
Aaya hai koi yaar
Bajte hai dil ke taar kya hoga
Yaar kya hoga kya
Hoga yaar kya hoga

Chanda ki chaandni hai
Mausam ki raagini hai
Maheki bahaar hai wo
Oh ho oh ho oh ho oh ho ho
Chanda ki chaandni hai
Mausam ki raagini hai
Maheki bahaar hai wo
Mujhse anjaan bhi hai
Wo meri jaan bhi hai
Mera hi pyaar hai wo
Dekho taaron waali hai
Raat chumenge unka haath
Badh jaaye gar jo baat kya hoga
Yaar kya hoga kya
Hoga yaar kya hoga
Aankhon mein leke
Pyaar aaya hai koi yaar
Bajte hai dil ke taar kya hoga
Yaar kya hoga kya
Hoga yaar kya hoga

Sapnon ki raat aayi
Khushiyon ko saath laayi
Dil mera aaj dole
Oh ho mm hm mm hm la la la
Sapnon ki raat aayi
Khushiyon ko saath laayi
Dil mera aaj dole
Dil mein armaan jaage
Soye toofaan jaage
Dhadkan mein pyaar haule

Peeke unki nazar ka jaam
Leta hoon dil ko thaam
Le loon jo unka naam kya hoga
Yaar kya hoga kya
Hoga yaar kya hoga

Ae aankhon mein leke
Pyaar aaya hai koi yaar
Bajte hai dil ke taar kya hoga
Yaar kya hoga kya
Hoga yaar kya hoga
Wo bhi hai beqaraar
Main bhi hoon beqaraar
Ab kaun jaane yaar kya hoga
Wo bhi hai beqaraar
Main bhi hoon beqaraar
Ab kaun jaane yaar kya hoga

Aankhon mein leke
Pyaar aaya hai koi yaar
Bajte hai dil ke taar kya
Hoga yaar kya hoga kya
Hoga yaar kya hoga.

MoviePyaasa
SingerKarsan Sagathia, Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan
DirectorA. Muthu
Music ComposerDarshan Rathod, Sanjeev Rathod
LyricistFaaiz Anwar
Star CastYukta Mookhey, Aftab Shivdasani, Zulfi Syed, Govind Namdeo, Saadhika
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *