(Aankh mili hai pyar hoga
Dil pe nazar ka war hoga) – (2)
Inki nazar thi kisko khabar thi
Tir jigar ke par hoga
Aankh mili hai pyar hoga
Dil pe nazar ka war hoga
Dekho ji ye din tute na – 2
Humse nazar ye ruthe na – 2
Karke bahana chhod na jana
Warna mera itihar hoga
(Aankh mili hai pyar hoga
Dil pe nazar ka war hoga) – (2)
Jo bhi nighe teri sanam – 2
Dil me sama ja meri kasam – 2
Tum ho hamare hum hai tumhare
Tumse mili ikarar hoga
Aankh mili hai pyar hoga
Dil pe nazar ka war hoga) – (2)
Inki nazar thi kisko khabar thi
Tir jigar ke par hoga
Aankh mili hai pyar hoga
Dil pe nazar ka war hoga
| Movie | Alibaba Aur Chalis Chor (1954) |
| Singer | Raja Mehdi Ali Khan |
| Music Composer | Chitragupta Shrivastava |
| Lyricist | Raja Mehdi Ali Khan |