Aana Nahi Lyrics  | W | Leeza Mangaldas, Leslie Tripathy | Amaal Mallik, Armaan Malik | Daboo Malik

Aana Nahi Lyrics | W | Leeza Mangaldas, Leslie Tripathy | Amaal Mallik, Armaan Malik | Daboo Malik

Bewajaah mujhe dhoka diya
Mitta diya bewajaah
Kyun ab chup chaap hain
Tu mujhko de batta
De de mera dil mujhe
Ab aur na satta
Aana nahi tu ab kabhi
Aana nahi tu ab kabhi

Seene mein jo jaahil dil hain
Ye to khud ka hi kaatil hain
Tu bewafa hain ye jaanta hain
Phir kyun na jaane
Tujhe chahata hain
Aana nahi tu ab kabhi
Aana nahi tu ab kabhi

Mar na chahoon mar na paaun
Kesi mushibat hain
Main kyaa bataun
Dard de aansu
Kehate hain ye
Tujhko inn mein
Main duba doon
Aana nahi tu ab kabhi
Aana nahi tu ab kabhi.

MovieW
SingerAmaal Mallik, Armaan Malik
DirectorTarun Madan Chopra
Music ComposerDaboo Malik
LyricistDaboo Malik
Star CastLeeza Mangaldas, Leslie Tripathy, Sonal Giani, Raaj Singh Arora, Danish Pandor, Abhey Jit Attri, Meer Ali, Gagan Guru
LabelSony Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *