Aakhri Ishq Lyrics | Dhurandhar: The Revenge | Jubin Nautiyal

Aakhri Ishq Lyrics | Dhurandhar: The Revenge | Jubin Nautiyal

Main Na Raha Mere Baad Mein
Milega Na Ishq Yahan
Woh Ishq Jo In Dono Jahaan
Ke Bhi Na Mile Darmiyaan

Saaya Hoon Main
Main Saans Hoon
Tere Saath Hoon Main
Jaayegi Ab Tu Jahaan

Main Na Raha To Kya Hua
Tere Paas Hai Ishq Mera
Jo Main Na Raha To Kya Hua

Main Aakhri Main
Aakhri Hoon Ishq Tera
Main Na Raha

Mere Baad Mein Milega Na Ishq Yahan
Woh Ishq Jo In Dono Jahaan
Ke Bhi Na Mile Darmiyaan

Tu Bhi Rahegi Tu Na
Main Na Raha Toh
Aangan Aankhon Mein Suna

Main Na Raha Toh
Sheesha Jo Dekho
To Bheege Baalon Ko
Mere Haathon Se Choona
Main Na Raha Toh

Bahut Khoob Hoon
Bahut Khaas Hoon
Abhi Paas Hoon Toh
Poori Kare Dono Daastaan

Bahut Khoob Hoon
Bahut Khaas Hoon
Abhi Paas Hoon Toh
Poori Kare Dono Daastaan

Yeh Daastaan Teri Meri
Koi Bhi Na Jaane
Sach Hai Ya Sach Ka Gumaan

Main Na Raha Toh Kya Hua
Tere Paas Hai Ishq Mera
Jo Main Na Raha To Kya Hua

Main Aakhri Main
Aakhri Hoon Ishq Tera
Main Na Raha
Mere Baad Mein
Milega Na Ishq Yahan

MovieDhurandhar: The Revenge
SingerJubin Nautiyal
DirectorAditya Dhar
Music ComposerShashwat Sachdev
LyricistIrshad Kamil
Star CastRanveer Singh, Arjun Rampal, Sanjay Dutt, R. Madhavan, Sara Arjun, Rakesh Bedi
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *