Aakhiyoon Mein Aakhiya Daal Ke Lyrics | Dil Mera Dhadkan Teri | Anuradha Paudwal, Nitin Mukesh

Aakhiyoon mein aakhiya daal ke beri legai dil nikal ke – 2
Sun sajani be sun sajani – 2 isse rakhana be sambhal ke
Nahi tho hum marr jayenge kuch kar jayenge – 2
Aakhiyoon mein aakhiya daal ke beri lega ya dil nikal ke- 2
Sun sajana be sun sajana – 2 isse rakhana be sambhal ke
Nahi tho hum marr jayenge kuch kar jayenge – 2

(Sun sun kehathi hai mast pawan bajane de payr ki dhun
Chhun chhun karathi payaliya kehathi hai mujhe bass chun)- 2
Ab tujhse hai mohabaat karana tere sath jina marana
Ohh sun sajana ve sun sajana – 2 hum panchi hai ek daal ke
Aakhiyoon mein aakhiya daal ke beri legai dil nikal ke – 2

(Sun sun sajana payr me hai ab pagal mera mann
Sajani re sajani payr tho hai ek mitti si uljhan)- 2
Mann chahe tujhi mein hai khona tujhe pake tera he hona
Sun sun sajani be sun sajani – 2 hum panchi hai ek daal ke
Aakhiyoon mein aakhiya daal ke beri lega ya dil nikal ke- 2
Aakhiyoon mein aakhiya daal ke beri legai dil nikal ke
Sun sajana be sun sajana- 2 sun sajana be sun sajani – 2
Isse rakhana be sambhal ke
Nahi tho hum marr jayenge kuch kar jayenge – 2
Aakhiyoon mein aakhiya daal ke beri lega ya dil nikal ke
Aakhiyoon mein aakhiya daal ke beri legai dil nikal ke

MovieDil Mera Dhadkan Teri
SingerAnuradha Paudwal, Nitin Mukesh

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *