Aaja Sanam Madhur Chandnee Me Lyrics | Chori Chori (1956) | Lata Mangeshkar, Manna Dey | Shankar-Jaikishan

Aaja sanam madhur chandnee me
Ham tum mile toh wirane me bhee aa jayegee bahar
Jhumne lagega aasman – (2)

Kehta hai dil aur machalta hai dil
More sajan ley chal mujhe taro key par
Lagta nahee hai dil yaha – (2)

Bhigee bhigee rat me, dil kaa daman tham ley
Khoyee khoyee jindagee, har dam teraa nam ley
(Chand kee behkee najar, keh rahee hai pyar kar
Jindagee hai ek safar, kaun jane kal kidhar) – (2)

Aaja sanam madhur chandnee me
Ham tum mile toh wirane me bhee aa jayegee bahar
Jhumne lagega aasman – (2)

Kehta hai dil aur machalta hai dil
More sajan ley chal mujhe taro key par
Lagta nahee hai dil yaha – (2)

Dil yeh chahe aaj toh, badal ban udd jau mai
Dulhan jaisa aasma, dhartee par ley aau mai
(Chand kaa dola saje, dhum taro me mache
Jhum key duniya kahe, pyar me do dil mile) – (2)

Aaja sanam madhur chandnee me
Ham tum mile toh wirane me bhee aa jayegee bahar
Jhumne lagega aasman – (2)

Kehta hai dil aur machalta hai dil
More sajan ley chal mujhe taro key par
Lagta nahee hai dil yaha – (2)

MovieChori Chori (1956)
SingerLata Mangeshkar, Manna Dey
Music ComposerShankar-Jaikishan
LyricistHasrat Jaipuri

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *