Aaja Ke Teri Raah Me Lyrics | Lal Chunariya | Chandrani Mukherjee | Shamji Ghanshyamji

Aaja ke teri raah me palke bichhake hum
Baithe hai intzaar ki shama jala ke hum
Dil diya hai yaar ne to meharbani yaar ki

Dil se rakhenge laga kar hum nishani yaar ki

Meharbani yaar ki

Aaj tak jo sar jhukana tha khuda ke samne
Jhuk gaya hai khud b khud jane wafa ke samne

Maan li hai dil ne mere
Maan li hai dil ne mere hukum rani yaar ki
Dil se rakhenge laga kar hum nishani yaar ki
Dil diya hai yaar ne to meharbani yaar ki
Meharbani yaar ki

Hum to bas ek kaanch ka tuta hua tukda hi the
Yaar ne aisa tarasha kar diya heera use

Kaise bhulenge bhala hum
Kaise bhulenge bhala hum kadardani yaar ki
Dil se rakhenge laga kar hum nishani yaar ki
Dil diya hai yaar ne to meharbani yaar ki
Dil se rakhenge laga kar hum nishani yaar ki
Dil diya hai yaar ne to meharbani yaar ki
Meharbani yaar ki

MovieLal Chunariya
SingerChandrani Mukherjee
DirectorSunershan Lal
Music ComposerShamji Ghanshyamji
LyricistKulwant Jani
Star CastParikshat Sahni, Zarina Wahab, Aruna Irani, Pradeep Kumar, Romesh Sharma, Mithun Chakraborty, Dulari, Arun Govil, Jagdeep, Gajanan Jagirdar, Dheeraj Kumar, Sujit Kumar, Paintal, Sonia Sahini, Tariq Shah, Chand Usmani

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *