Aaj Tumhare Kaan Me Keh Du Mere Dil Me Kya Hai Lyrics | Elaan | Asha Bhosle | Shankar Jaikishan

Aaj tumhare kaan me kah du mere dil me kya hai
Aaj tumhare kaan me kah du mere dil me kya hai
Samajh gaye na ulajh gaye na
Aage chalke pata chalega is mahfil me kya hai
Aaj tumhare kaan me kah du mere dil me kya hai
Samajh gaye na ulajh gaye na
Aage chalke pata chalega is mahfil me kya hai
Samajh gaye na ulajh gaye na

Kaise sajan ho khud me magan ho
Dhadke mera man ab to milan ho
Kaise sajan ho khud me magan ho
Dhadke mera man ab to milan ho
Jan saki na mere dilbar is payal me kya hai
Samajh gaye na ulajh gaye na
Aage chalke pata chalega is mahfil me kya hai
Samajh gaye na ulajh gaye na

Kaun bhala hai kaun bura hai
Aankho pe teri parda pada hai
Kaun bhala hai kaun bura hai
Aankho pe teri parda pada hai
Haste haste mar jo dale uska tumhe kya hai
Samajh gaye na ulajh gaye na
Aage chalke pata chalelga is mahfil me kya hai
Samajh gaye na ulajh gaye na
Aaj tumhare kaan me kah du mere dil me kya hai
Samajh gaye na ulajh gaye na
Aage chalke pata chalega is mahfil me kya hai
Samajh gaye na ulajh gaye na

MovieElaan
SingerAsha Bhosle
DirectorD K Ramanlal
Music ComposerShankar Jaikishan
LyricistFarooq Qaisar
Star CastVinod Khanna, Rekha, Vinod Mehra, Helen, Rajendra Nath, Madan Puri, Jankidas, Dulari

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *