Aaj Kaha Jake Nazar Lyrics  | Anokhi Ada | Naseem Banu, Surendra | Shamshad Begum | Naushad Ali

Aaj Kaha Jake Nazar Lyrics | Anokhi Ada | Naseem Banu, Surendra | Shamshad Begum | Naushad Ali

Aaj kaha jake
Ho aaj kaha jake
Nazar takrayi nazar takrayi
Ho soye huye man mein
Ho soye huye man mein
Khushi ki lahar aayi
Khushi ki lahar aayi

Dil mein kyu huk uthi ho huk uthi
Naino mein kaun aaya kaun aaya
Dil mein kyu huk uthi ho huk uthi
Naino mein kaun aaya kaun aaya
Beete din yaad karo
Beete din yaad karo
Kisne yeh geet gaya geet gaya
Baaz uthi man mein
Baaz uthi man mein
Madhur sahnayi
Madhur sahnayi
Ho aaj kaha jake
Ho aaj kaha jake
Nazar takrayi
Nazar takrayi

Kyu mere bas mein nahi
Haye kya dil ko hua
Kyu mere bas mein nahi
Haye kya dil ko hua
Aanhkon ki neend gayi
Aanhkon ki neend gayi
Lut gaya chain
Mera chain mera
Ho jaise koi bhuli
Ho jaise koi bhuli
Kahani yaad aayi
Kahani yaad aayi
Ho aaj kaha jake
Ho aaj kaha jake
Nazar takrayi nazar takrai.

MovieAnokhi Ada
SingerShamshad Begum
DirectorMehboob Khan
Music ComposerNaushad Ali
LyricistShakeel Badayuni
Star CastNaseem Banu, Surendra, Prem Adib
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *