Aaj Kaa Yeh Din Kal Ban Jaayega Kal Lyrics | Nastik | Kishore Kumar | Kalyanji-Anandji

Aaj kaa yeh din kal ban jaayega kal
Pichhe mudake naa dekh pyaare aage chal

Haaye janewaale pe naa aitbaar kar, aanewaale kaa too intejaar kar
Bite dino kee yaado me naa jal, ae babu aage chal

Yeh shikve bahaaro ke fijul hain, phulo me kaanto kaa usul hai
Badla hai mausam too bhee toh badal, sheru aage chal

Ek jagah jo baitha reh jaayega, raste kaa pathhar woh ban jaayega
Lehraake ban ja aawaara baadal, pyaare aage chal

MovieNastik
SingerKishore Kumar
Music ComposerKalyanji-Anandji
LyricistAnand Bakshi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *