Aaj Hamein Maaalum Huwa, Kya Cheej Mohabbat Hoti Hai Lyrics | Aa Gale Lag Jaa | Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu | Anu Malik

Aaj Hamein Maaalum Huwa, Kya Cheej Mohabbat Hoti Hai Lyrics | Aa Gale Lag Jaa | Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu | Anu Malik

Aaj hame maalum hua kya cheej mohabbat hoti hai
Aaj hame maalum hua kya cheej mohabbat hoti hai
Ek roj agar tum na milo
Ek roj agar tum na milo
Deewano si haalat hoti hai
Aaj hame maalum hua kya cheej mohabbat hoti hai
Ek roj agar tum na milo
Ek roj agar tum na milo
Deewano si haalat hoti hai
Aaj hame maalum hua kya cheej mohabbat hoti hai

Halka halka dard-e-jigar hai
Tujhko pata hai mujhko khabar hai
Dekh ke surat pyari pyari bhul gaye hum duniya saari
Jab dil yeh kisi pe aata hai
Jab dil yeh kisi pe aata hai
Mit jaane ki hasrat hoti hai
Aaj hame maalum hua kya cheej mohabbat hoti hai
Aaj hame maalum hua kya cheej mohabbat hoti hai

Tere labo ka rang chura ke
Mehka dunga teri saanse
Chhodo chhodo mera aanchal
Sharm ki maare jhuk gayi aankhe
Dil mera ruk ruk jaata hai
Dil mera ruk ruk jaata hai
Jab najre inayat hoti hai
Aaj hame maalum hua kya cheej mohabbat hoti hai
Aaj hame maalum hua kya cheej mohabbat hoti hai

Tere bina main ji na sakunga
Tere liye main har gum sahunga
Meri bhi haalat kuchh aisi hai
Chain gaya aur nind udi hai
Dhadkan yeh dil ki badhti hai
Dhadkan yeh dil ki badhti hai
Jab pehli shararat hoti hai
Aaj hame maaalum hua kya cheej mohabbat hoti hai
Ek roj agar tum na milo
Ek roj agar tum na milo
Deewaano si haalat hoti hai
Aaj hame maalum hua kya cheej mohabbat hoti hai
Aaj hame maalum hua kya cheej mohabbat hoti hai

MovieAa Gale Lag Jaa
SingerKavita Krishnamurthy, Kumar Sanu
DirectorHamid Ali
Music ComposerAnu Malik
LyricistAnwar Sagar
Star CastJugal Hansraj, Urmila Matondkar, Paresh Rawal, Raza Murad, Gulshan Grover, Ranjeet, Reema Lagoo, Ajit, Ishrat Ali, Roopesh Kumar, Ashok Saraf, Mahavir Shah

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *