Aahatein Lyrics | Ek Main Aur Ekk Tu | Karthik, Shilpa Rao | Amit Trivedi

Choti choti baatein yunhi aate jaate
Yaadein sehlaake jaati hain
Raaton ko sirhaane baasi muskaane
Mujhko sulaake jaati hai
Milna nahin hai mumkin itna batao lekin
Hum phir mile kyun hain
Tujhko bhulaana paaun tujhko bhulaana paaun
Yeh silsile kyun hain
Sab kuch wahi hai par kuch kami hai
Teri aahatein nahin hai
Sab kuch wahi hai par kuch kami hai
Teri aahatein nahin hai nahin hai

Maine nahin jaana tune nahin jaana
Jaane anjaane jo hua
Kuch toh hua jo mujhko hua na
Tujhko magar kyun hua
Galti nahin hai teri galti nahin hai meri
Phir bhi gile kyun hain
Tujhko bhulaana paaun tujhko bhulaana paaun
Yeh silsile kyun hain
Sab kuch wahi hai wahi hai par kuch kami hai kami hai
Teri aahatein nahin hai
Sab kuch wahi hai par kuch kami hai
Teri aahatein nahin hai nahin hai nahin hai

(Teri aahatein nahin hai aahatein nahin hai
Teri aahatein nahin hai) – 2
Kyun kyun nahin hai

MovieEk Main Aur Ekk Tu
SingerKarthik, Shilpa Rao
Music ComposerAmit Trivedi
LyricistAmitabh Bhattacharya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *