Aagre Ko Ghaghro Lyrics  | Ladli | David Abraham, Anil Biswas | Asha Bhosle, Lata Mangeshkar | Anil Krishna Biswas

Aagre Ko Ghaghro Lyrics | Ladli | David Abraham, Anil Biswas | Asha Bhosle, Lata Mangeshkar | Anil Krishna Biswas

Aagre ko ghaghro
Mangwa raja dewariya
Thare paiyan padu
Aagre ko ghaghro
Mangwa raja dewariya
Thare paiyan padu
Aagre ko ghaghro

Ghaghro na layo zulmi
Ghaghro na layo zulmi
Huk uthe hai sine mein
Ghaghro na layo
Ram kasam o bedardi
Ab maza nahi hai jeene mein
Ab maza nahi hai jeene mein
Ghaghro na layo
Patiya bhijhwade
Patiya bhijhwade raja dewariya
Thare paiyan padu
Aagre ko ghaghro

Ghaghre nahi ab zamanao
Hogo ab riwaz purano
Reshwa ki sadi ladu
Tohe bheshan dar bana doon
Na na na na
Aagre ko ghaghro
Mangwa raja dewariya
Thare paiyan padu
Aagre ko ghaghro

Na mangu main sadi tose
Na mangu main sadi tose
Na mangu main choli re
Na mangu sadi
Pahan ghaghro to sang khelu
Nis din prem ki holi re
Nis din prem ki holi
Jhulna jhulwade raja dewariya
Aagre ko ghaghro
Mangwa raja dewariya
Thare paiyan padu
Aagre ko ghaghro.

MovieLadli
SingerAsha Bhosle, Lata Mangeshkar
DirectorJagatrai Pesumal Advani
Music ComposerAnil Krishna Biswas
LyricistNazim Panipati
Star CastDavid Abraham, Anil Biswas
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *