Aaghaze Mohabbat Dekha Hai Lyrics  | Ten O’Clock | Suresh, Geeta Bali | Mukesh Chand Mathur (Mukesh) | Ram Ganguly

Aaghaze Mohabbat Dekha Hai Lyrics | Ten O’Clock | Suresh, Geeta Bali | Mukesh Chand Mathur (Mukesh) | Ram Ganguly

Aaghaze mohabbat dekha hai
Aaghaze mohabbat dekha hai
Anjam e tamnna dekhenge
Jis sauk se dil ko basaya tha
Ab isi ka ujadna dekhnege

Sahil se to kashti leke chale
Sahil se to kashti leke chale
Majhdar me lakar chod bhi di
Haye chod bhi di
Ab tera sahara chut gaya
Ab tera sahara chut gaya
Kahro ka sahara le lenge
Aaghaze mohabbat dekha hai
Anjam e tamnna dekhenge

Aa dekh judayi me teri
Aa dekh judayi me teri
Jalata hai jigar uthata hai dhua
Uthata hai dhua
Jo aag algayi thi uska
Jo aag algayi thi uska
Jal jale ke tamasha dekhenge
Aaghaze mohabbat dekha hai
Aaghaze mohabbat dekha hai
Anjam e tamnna dekhenge
Jis sauk se dil ko basaya tha
Ab isi ka ujadna dekhnege.

MovieTen O'Clock
SingerMukesh Chand Mathur (Mukesh)
DirectorJugal Kishore
Music ComposerRam Ganguly
Star CastSuresh, Geeta Bali, Yakub, Maruti, Daisy Irani

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *