Aabaad Barbaad Lyrics | Ludo | Arijit Singh

Aabaad Barbaad Lyrics | Ludo | Arijit Singh

Ya toh barbaad kardo

Ya toh barbaad kardo
Ya phir aabaad kardo
Ya toh barbaad kardo
Ya phir aabaad kardo

Woh galat tha ye sahi hai
Jhooth ye aaj kehdo
Itna ehsaan kardo

Itna ehsaan kardo
Poore armaan kardo
Lab pe aakar jo ruke hai
Dhayi woh harf kehdo

Meri saanson se judi hai
Teri har saans kehdo
Mushqil asaan kardo

Mushqil asaan kardo
Ya toh barbaad kardo
Ya phir aabaad kardo
Ya toh barbaad kardo

Meetha sa ye zeher main toh
Peeta rahunga
Tu khuda na sahi main toh
Sajde karunga

Hmm meetha sa ye zeher
Main toh peeta rahunga
Tu khuda na sahi
Main toh sajde karunga

Itna ehsaan kardo
Poore armaan kardo
Ya toh barbaad kardo
Ya phir aabaad kardo.

MovieLudo
SingerArijit Singh
DirectorAnurag Basu
Music ComposerPritam Chakraborty
LyricistSandeep Srivastava
Star CastAbhishek Bachchan, Aditya Roy Kapoor, Sanya Malhotra
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *