Aa raha hai maza teri baaho me
Chha raha hai nasha meri nigaho me
Meri aarzu bhi ho tum
Meri zindagi bhi ho tum
Jaane ada suno tum zara mere dil ki sada

Kabhi yaha kabhi waha kaise main kahu hai dard kaha
Kabhi yaha kabhi waha kaise main kahu hai dard kaha
Kahi jalan kahi chubhan bujhati nahi saanso ki agan
Zara paas aa mujhko chain aayega
Aa raha hai maza teri baaho me
Chha raha hai nasha meri nigaho me
Meri aarzu bhi ho tum
Meri zindagi bhi ho tum
Jaane ada suno tum zara mere dil ki sada
Aa raha hai maza teri baaho me
Chha raha hai nasha meri nigaho me
Jawa jawa ye hasi sama jane kaisi ye pyaas jagi
Jawa jawa ye hasi sama jane kaisi ye pyaas jagi
Kya bebasi kya bekhudi saare tan me hai aag lagi
Ye pyar dil ko kitna tadapayega
Aa raha hai maza teri baaho me
Chha raha hai nasha meri nigaho me
Meri aarzu bhi ho tum
Meri zindagi bhi ho tum
Jaane ada suno tum zara mere dil ki sada
Aa raha hai maza teri baaho me
Chha raha hai nasha meri nigaho me
Meri aarzu bhi ho tum
Meri zindagi bhi ho tum
Jaane ada suno tum zara mere dil ki sada
Mere dil ki sada
Ha mere dil ki sada
Mere dil ki sada
| Movie | Sapne Saajan Ke |
| Singer | Alka Yagnik, Kumar Sanu |
| Music Composer | Nadeem Shravan |
| Lyricist | Sameer |
| Star Cast | Jackie Shroff, Rahul Roy, Karisma Kapoor, Aruna Irani, Reema Lagoo, Alok Nath, Dimple Kapadia, Gulshan Grover, Brahmachari, Dinesh Hingoo, Mushtaq Merchant, Shobha Khote |