Aa Pas Aa Sanam Lyrics | Ankahee | Pritam Chakraborty

Aa pas aa, aa pas aa sanam (come close come my love)
Aa pas aa, aa pas aa sanam
Saha naa jayey duriya kaa gham
Tujhe hain kasam – (6)
Aa pas aa, aa pas aa sanam

(Kal kee kisko khabar hain, bas iss lamhe ko mujhe toh hain jina
Tera kaisa asar hain, tere bina toh lage dil kahi naa) – (2)
Naa khwahisho pe kar koyi sitam
Tujhe hain kasam – (6)
Aa pas aa, aa pas aa sanam

(Mai hu tanhaiya hain, khwabo kee rangin parchhaiya hain
Too hain madhoshiya hain, khamoshi me bhi sarghoshiya hain) – (2)
Naa todd pyar kaa hasin bharam
Tujhe hain kasam – (6)
Aa pas aa, aa pas aa sanam – (2)
Saha naa jayey duriya kaa gham
Tujhe hain kasam – (6)
Aa pas aa, aa pas aa sanam

MovieAnkahee
Music ComposerPritam Chakraborty

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *