Aa Mai Batau Tu Hai Kya Lyrics | Qawwali Ki Raat | Asha Bhosle, Mohammad Rafi | Iqbal Qureshi

Aa mai batau tu hai kya – 2
Sirf nazar ka hai dhokha
Samjha hai mujhko utna hi
Jisko jitna zarf mila
Aa mai batau tu hai kya
Sirf nazar ka hai dhokha

(Meri mast nigaho ne
Kam diya hai saghar ka – 2) – (2)
Mast hua bejam ke mai
Naam liya jab saqi ka – 2
Dekh liya jab saqi ko
Hosh gawaya baqi ka
Aa mai batau tu hai kya
Sirf nazar ka hai dhokha

Zulfo ko tu badal jana
Aankh ko samjha maikhana
Akal setu hai begana
Diwan hai diwana – 3
(Tere liye diwana bana
Aur tu hi kahe hai diwana) – (2)
Meri iss ruswayi me
Tera bhi hai afsana
Diwana hai diwana – 4

Yu na udati chal aanchal
Diwane se bach ke chal
Nikla hai na niklega
Zulf ka kham aur mera bal
Aa mai batau tu hai kya
Sirf nazar ka hai dhokha

MovieQawwali Ki Raat
SingerAsha Bhosle, Mohammad Rafi
Music ComposerIqbal Qureshi
LyricistShewan Rizvi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *