Aa Jao Nagaraja Tum Aa Jao Lyrics | Maqsad | Kishore Kumar | Bappi Lahiri

Aa Jao Nagaraja Tum Aa Jao Lyrics | Maqsad | Kishore Kumar | Bappi Lahiri

Aa jao aa jao naag raja tum aa jao
Aa jao aa jao naag raja tum aa jao
Hazaro phan funkaare aao bharte hunkarein
Kanth shankar ka chhodo re
Aaj vishnu ko jaga do gagan paatal hila do
Aaj pralay macha do re
Aa jao aa jao nag raja tum aa jao
Aa jao aa jao nag raja tum aa jao

Kalrup vikaral roop bhoochal machate aao
Takshak ho tum rakshak ho tum
Bhakshak ban ke dikhao
Kalrup vikaral rup bhoochal machate aao
Takshak ho tum rakshak ho tum
Bhakshak ban ke dikhao
Zehar se zehar marega na papi koi bachega
Karega so bharega re bano tum vish ki jawala
Ho durjan ka muh kala sajjan ka rashan karo re
Aa jao aa jao nag raja tum aa jao
Aa jao aa jao nag raja tum aa jao

Tum anant dole dig digant har
Saans me ik tufan hai
Tum bhujang chale maut sang tum
Jaha ho jeet vaha hai
Tum anant dole dig digant har
Saans me ik tufan hai
Tum bhujang chale maut sang tum
Jaha ho jeet vaha hai
Farebi drishti darinde badhakar apne panje
Hamko nigalane khade
Saty ki jeet kara do dharam ka deep jala do
Dharati ka bojh hata do
Aa jao aa jao nag raja tum aa jao
Aa jao aa jao nag raja tum aa jao
Hazaro phan funkaare aao bharte hunkare
Kanth shankar ka chhodo re
Aaj vishnu ko jaga do gagan paatal hila do
Aaj pralay macha do re
Aa jao aa jao nag raja tum aa jao

MovieMaqsad
SingerKishore Kumar
DirectorK Bapaiah
Music ComposerBappi Lahiri
LyricistIndeevar
Star CastRajesh Khanna, Jaya Prada, Jeetendra, Sridevi, Amjad Khan, Kader Khan, Ranjeet, Shakti Kapoor, Prem, Waheeda Rehman, Asrani, Shreeram Lagoo, Deepak Parashar, Om Shiv Puri, Prem Chopra

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *