Aa Dekhen Jara Lyrics | Rocky | Asha Bhosle, Kishore Kumar, R D Burman

Shala…
Aa dekhen jara kismein kitna hai dam
Jamke rakhna kadam mere saathiya
Aa dekhen jara kismein kitna hai dam
Jamke rakhna kadam mere saathiya
Shala…
Aa dekhen jara kismein kitna hai dam
Jamke rakhna kadam mere saathiya
Aa dekhen jara kismein kitna hai dam
Jamke rakhna kadam mere saathiya

Aage nikal aaye hum woh pichhe reh gaye – 2
Upar chale aaye hum woh nichhe reh gaye – 2
Woh humse haarenge hum baaji maarenge
Hum unse kya hai kam
Naachenge aaise hum – 2 naachenge woh kya
Aa dekhen jara kismein kitna hai dam
Jamke rakhna kadam mere saathiya
Aa dekhen jara kismein kitna hai dam
Jamke rakhna kadam mere saathiya

Saare shehar mein hami hai humsa kaun hai – 2
Dekho idhar hum yahi hai humsa kaun hai – 2
Dekhenge dekha hai jaadu kya aaisa hai
Yaaron se jalne ka kaaton pe chalne ka
Kaaton pe chalne ka kya hai faayda
Aa dekhen jara kismein kitna hai dam
Jamke rakhna kadam mere saathiya
Aa dekhen jara kismein kitna hai dam
Jamke rakhna kadam mere saathiya

MovieRocky
SingerAsha Bhosle, Kishore Kumar, R D Burman

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *