Aa Chal Lyrics | Paimana (Sharon Prabhakar) | Sharon Prabhakar

Aa Chal Lyrics | Paimana (Sharon Prabhakar) | Sharon Prabhakar

Aa chal taaro ki chhao mein
Aa chal taaro ki chhao mein
Aa mere sanam aa haa meri kasam
Aa chal taaro ki chhao mein
Aa chal taaro ki chhao mein aa

Dekho zara yaa rang chhane laga
Ye fasala dil ko jala ne laga
Ho jaane ye kyaa hone laga o dilruba
Aa chal taaro ki chhao mein
Aa chal taaro ki chhao mein
Aa mere sanam aa haa meri kasam
Aa chal taaro ki chhao mein
Aa chal taaro ki chhao mein aa

Aisa sama masti mein duba jahan
O sunle zara bole kyaa dil ki jaban
Hum hain jawan kyun
Dooriya ho o darmiya
Aa chal taaro ki chhao mein
Aa chal taaro ki chhao mein
Aa mere sanam aa haa meri kasam
Aa chal taaro ki chhao mein
Aa chal taaro ki chhao mein aa

Jaise mile dekho zamee aasman
Ho aao chalo aise mile hum yaha
Milke kahin kho jaaye hum jaane jaha
Aa chal taaro ki chhao mein
Aa chal taaro ki chhao mein
Aa mere sanam aa haa meri kasam
Aa chal taaro ki chhao mein
Aa chal taaro ki chhao mein aa

MoviePaimana (Sharon Prabhakar)
SingerSharon Prabhakar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *