Aa Bahon Mein Aa Lyrics  | Maha-Sangram | Vinod Khanna, Madhuri Dixit | Amit Kumar, Anuradha Paudwal | Anand Shrivastav, Milind Shrivastav

Aa Bahon Mein Aa Lyrics | Maha-Sangram | Vinod Khanna, Madhuri Dixit | Amit Kumar, Anuradha Paudwal | Anand Shrivastav, Milind Shrivastav

Aa baho mein aa dekhu
Tujhe main pyar se
Aa baho mein aa dekhu
Tujhe main pyar se
Na na na na baba na
Darta hai dil ikrar se
Na na na na baba na
Darta hai dil ikrar se
Dekha tujhe main bahakne laga
O pahla pyar hai
Dil dhadkane laga
Aa baho mein aa dekhu
Tujhe main pyar se
Na na na na baba na
Darta hai dil ikrar se

Mere dil ko churake
Yu na ja muskurake
Aankho hi aankho mein
Neende churayi hai
Chain luta hai mera
Mere dil ko churake
Yu na ja muskurake
Aankho hi aankho mein
Neende churayi hai
Chain luta hai mera
Aisi bato se mujhko dar lage
Aise na sata
Aa baho mein aa dekhu
Tujhe main pyar se
Na na na na baba na
Darta hai dil ikrar se

Tune ye bhi na jana
Pyar ka dusman jamana
Chahat ki raho mein
Unchi deeware hai
Milna muskil hamara
Tune ye bhi na jana
Pyar ka dusman jamana
Chahat ki raho mein
Unchi deeware hai
Milna muskil hamara
Apna rasta roke koi kya
Honge na juda
Na na na na baba na
Darta hai dil ikrar se
Aa baho mein aa dekhu
Tujhe main pyar se
Dekha tujhe main bahakne laga
O pahla pyar hai dil dhadkane laga
Aa baho mein aa dekhu
Tujhe main pyar se
Aa baho mein aa dekh
tujhe main pyar se.

MovieMaha-Sangram
SingerAmit Kumar, Anuradha Paudwal
DirectorMukul Anand
Music ComposerAnand Shrivastav, Milind Shrivastav
LyricistSameer
Star CastVinod Khanna, Madhuri Dixit, Govinda
LabelTips Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *