Tu Meri Jasoda Maiya Mai Tera Govinda Song Lyrics from the movie/album Beta Ho To Aisa released in the year 2015 starring Govinda, Varsha Usgaonkar. The song Tu Meri Jasoda Maiya Mai Tera Govinda was sung by Mohammed Aziz. This movie/album was directed by C.P. Dixit. The music was given by Ravindra Jain. The lyrics were Penned by Ravindra Jain. The music rights for song purely belongs to Tips

Tu Meri Jasoda Maiya Mai Tera Govinda Lyrics

Tu Meri Jasoda Maiya Mai Tera Govinda
Tu Meri Jasoda Maiya Mai Tera Govinda
Rahe Ma Beta Ek Duje Ka
Rahe Ma Beta Ek Duje Ka
Mukh Dekh Dekh Kar Zinda
Tu Meri Jasoda Maiya Mai Tera Govinda

Ho Ma Ke Kadam Naseeb To
Jannat Ki Tamana Kaun Kare
Zinda Bhagwan Ho Samne
Phir Patthar Ki Pooja Kon Kare
Aulad Ko Phulo Me Pale
Khud Sez Pe Soye Khari Ki
Insano Ki Kya Baat Karu
Ma Janani Hai Avtaaro Ki
Ma Ke Upkaro Ke Aage
Ma Ke Upkaro Ke Aage
Bhagwan Bhi Ho Sharminda
Tu Meri Jasoda Maiya Mai Tera Govinda

Aulad Ke Sukh Me Sukh Pati
Aulad Ke Dukh Me Roti Hai
Ho Put Kaput Bhale Lekin
Mata Na Kumata Hoti Hai

Ma Ke Hote Jane Kyu Hum
Is Baat Pe Karte Gor Nahi
Mamta Ki Jagha Koi Labz Nahi
Mata Ki Tarha Koi Aur Nahi
Zalim Se Zalim Duniya Me
Zalim Se Zalim Duniya Me
Karte Nahi Ma Ki Ninda
Tu Meri Jasoda Maiya Mai Tera Govinda
Tu Meri Jasoda Maiya Mai Tera Govinda
Rahe Ma Beta Ek Duje Ka
Rahe Ma Beta Ek Duje Ka
Mukh Dekh Dekh Kar Zinda
Tu Meri Jasoda Maiya Mai Tera Govinda.

Share your thoughts

Varsha usgaonkar, Govinda songs, Ravindra jain, Govinda, Om saraswati namo namah | maa saraswati mantra, Beta ho to aisha, Teri zinde dilli mujhe mar gayi varsha usgaokar song, Varsha usgaonkar marathi films, Wo meri jashoda maiya, Mohammad aziz, Natwar nagar nanda bhajo re man govinda, Govinda movies, Govindas movies, Ravindra jain songs, Sadher lau banaila more bairagi lyrics in hindi, Adha hai chandrama with lyrics, Ravindra mankani