Ankhiyan Meri Puchh Rahi Hain Dil Ko
Mera Chain Nahi Hai Haa Kithe Ladaiyan Ve
Tu Ankhiyan Kithe Ladaiyan Ve
Kaise Tujhko Main Bataun
Raahein Teri Takti Jaaun
Neendan Churaiyan Ve
Tu Meriyan Neendan Churaiyan Ve
Dhadkan Ye Kehti Hai
Dil Tere Bin Dhadke Na
Ek Tu Hi Yaar Mera
Mujhko Kya Duniya Se Lena
Dhadkan Yeh Kehti Hai
Dil Tere Bin Dhadke Na
Ek Tu Hi Yaar Mera
Mujhko Kya Duniya Se Lena
Tujhme Raat Meri
Tujhme Din Mere
Lamha Ek Jiyun Na
Main Toh Bin Tere
Hai Tere Sath Safar
Jaana Mujhe Hai Kidhar
Ke Bit Jaye Tujhme Ye Umar
Ek Pal Ki Bhi Ab Toh
Doori Na Mujhko Dena
Ek Tu Hi Yaar Mera
Mujhko Kya Duniya Se Lena
Hissa Hai Tu Ab Toh Mere
Dil Ke Jazbaton Ka
Tu Lafz Hai Thehra Huya
Bas Meri Baaton Ka
Aankhe Ye Kehti Hain
Tu Saamne Mere Rehna
Ek Tu Hi Yaar Mera
Mujhko Kya Duniya Se Lena
Ek Tu Hi Yaar Mera
Mujhko Kya Duniya Se Lena.
Tu Hi Yaar Mera Song Lyrics from the movie/album Pati Patni Aur Woh released in the year 2020 starring Kartik Aaryan, Bhumi Pednekar. The song Tu Hi Yaar Mera was sung by Arijit Singh, Neha Kakkar, Rochak Kohli. This movie/album was directed by Mudassar Aziz. The music was given by Rochak Kohli. The lyrics were Penned by Rakesh Kumar (Kumaar). The music rights for song purely belongs to T-Series
Share your thoughts