Tu Dharti Pe Chaahe Song Lyrics from the movie/album Jeet released in the year 2016 starring Sunny Deol, Salman Khan. The song Tu Dharti Pe Chaahe was sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. This movie/album was directed by Raj Kanwar. The music was given by Nadeem Saifi, Shravan Rathod. The lyrics were Penned by Sameer. The music rights for song purely belongs to Tips Music Films

Tu Dharti Pe Chaahe Lyrics

Tu Dharti Pe Chaahe Jahaan Bhi Rahegi
Tujhe Teri Khushbu Se Pehchaan Lunga
Tu Dharti Pe Chaahe Jahaan Bhi Rahegi
Tujhe Teri Khushbu Se Pehchaan Lunga

Agar Band Ho Jaayegi Meri Aankhen
Agar Band Ho Jaayegi Meri Aankhen
Tujhe Teri Dhadkan Se Pehchaan Lunga

Humko Tumse Pyar Huva Hain
Jeena Dushwaar Huva Hain
Tu Dharti Pe Chaahe Jahaan Bhi Rahega
Tujhe Teri Khushbu Se Pehchaan Lungi
Agar Band Ho Jaayengi Meri Aankhen
Agar Band Ho Jaayengi Meri Aankhen
Tujhe Teri Dhadkan Se Pehchaan Lungi

Humko Tumse Pyar Huva Hain
Jeena Dushwaar Huva Hain

Bada Sukun Hain Main
Dil Se Tum Pe Marati Hoon
Main Ab Kisise Nahi Bas
Khud Hi Se Darati Hoon
Bada Sukun Hain Main
Dil Se Tum Pe Marati Hoon
Main Ab Kisise Nahi Bas
Khud Hi Se Darati Hoon

Kiya Jo Pyar To Phir Door Se
Machalana Kya
Tadap Ke Shaamoteha
Karvatein Badalana Kya

Mere Jaanu Mere Jaanam
Jaaneman Jaanejaana

Jo Gujaregi Tu Meri Rehguzar Se
Jo Gujaregi Tu Meri Rehguzar Se
Tujhe Teri Aahat Se Pehchaan Lunga

Humko Tumse Pyar Huva Hain
Jeena Dushwaar Huva Hain

Aa Baith Paas Teri Rooh
Mein Utar Jaanu
Nazar Ke Paas Rakhu
Had Se Main Gujar Jaanu
Aa Baith Paas Teri Rooh
Mein Utar Jaanu
Nazar Ke Paas Rakhu
Had Se Main Gujar Jaanu

Nazar Ka Tir Hata Yu Jigar Ke Paar Na Kar
Main Bekaraar Bahot Aur Bekaraar Na Kar

Mere Jaanu Mere Jaanam
Jaaneman Jaanejaana

Kabhi Chupke Lega Jo Aaghosh Mein To
Kabhi Chupke Lega Jo Aaghosh Mein To
Tujhe Teri Chaahat Se Pehchaan Lungi

Humko Tumse Pyar Huva Hain
Jeena Dushwaar Huva Hain

Tu Dharti Pe Chaahe Jahaan Bhi Rahega
Tujhe Teri Khushbu Se Pehchaan Lunga
Agar Band Ho Jaayengi Meri Aankhen
Agar Band Ho Jaayengi Meri Aankhen
Tujhe Teri Dhadkan Se Pehchaan Lungi
Ha Humko Tumse Pyar Huva Hain
Jeena Dushwaar Huva Hain
Ha Humko Tumse Pyar Huva Hain
Jeena Dushwaar Huva Hain.

Share your thoughts

Tu dharti pe chahe jahan bhi rahegi, Tu dharti pe chahe jahan bhi, Tu dharti pe chaahe jahan bhi rahegi, Tu dharti pe chaahe jahan bhi rahegi lyrics, Tu dharti pe chaahe jahan bhi rahegi ((( jhankar ))) hd, Tu dharti pe chaahe jahan bhi, Tu dharti pe chahe jahan bhi rahegi dj remix, Alka yagnik songs, Kumar sanu songs, Sunny deol songs, Tu dharti pe chaahe jahan bhi jhankar, Tu dharti pe chaahe jahan bhi romantic, Tu dharti pe chaahe jahan bhi jhankar song