Tere Kaabil Me Dil Ko Banaugi Lyrics | Badal | Lata Mangeshkar | Usha Khanna

Tere Kaabil Me Dil Ko Banaugi Lyrics | Badal | Lata Mangeshkar | Usha Khanna

Tere kabil mai dil ko banaungi
Tere kabil mai dil ko banaungi
Jis rang me range rang jaungi
Jis rang me range rang jaungi
Tere kabil mai dil ko banaungi
Tere kabil mai dil ko banaungi

Shart kaisi bhi ho mujhko manjur hai
Shart kaisi bhi ho mujhko manjur hai
Dhul bhi tere kadmo ki sindur hai
Rah teri mai sar pe sajaungi
Rah teri mai sar pe sajaungi
Jis rang mai range rang jaungi
Tere kabil mai dil ko banaungi

Bin tarasha huya ek hira hu mai
Bin tarasha huya ek hira hu mai
Mera mohan hai tu teri mira hu mai
Teri khatir mai nchungi gaungi
Teri khatir mai nchungi gaungi
Jis rang mai range rang jaungi
Tere kabil mai dil ko banaungi

Tu kahe to umar bhar mai baithi rahu
Tu kahe to umar bhar mai baithi rahu
Tu uthe to uthi tu chale to chalu
Tu jo beche to hans ke bik jaungi
Tu jo beche to hans ke bik jaungi
Jis rang mai range rang jaungi
Jis rang mai range rang jaungi
Tere kabil mai dil ko banaungi
Tere kabil mai dil ko banaungi

MovieBadal
SingerLata Mangeshkar
DirectorAspi Azad
Music ComposerUsha Khanna
LyricistIndeevar
Star CastSanjeev Kumar, K Vijayalaxmi, Shammi, Sheikh Mukhtar, Kamal Mehra, Helen, Hiralal

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *