Suno Meri Fariyad Song Lyrics from the movie/album Air Mail released in the year 2018 starring Rajan, Malini. The song Suno Meri Fariyad was sung by Suman Kalyanpur. This movie/album was directed by B J Patel. The music was given by Sardul Kwatra. The lyrics were Penned by Anand Bakshi

Suno Meri Fariyad Lyrics

Tere Darbaar Me Data
Sada Insaaf Hota Hain
Use Tu Paar Karta Hain
Jise Tufaan Dubota Hain
Sun Meri Fariyad Kiya Hain
Maine Tujhko Yaad
Sun Meri Fariyad Kiya Hain
Maine Tujhko Yaad
Kar Dega Barbaad Meri Duniya Ek Saiyad
Sun Meri Fariyaad

Jab Jab Tere Bando Ne Di Teri Duhai
Tab Tab Maliq Tune Hi Unki Laaj Bachai
Aaj Magar Khamosh Hain Tu
Aaj Magar Khamosh Hain Tu
Kyun Dekh Ke Ye Bedag
Sun Meri Fariyad Kiya Hain
Maine Tujhko Yaad
Kar Dega Barbaad Meri Duniya Ek Saiyad
Sun Meri Fariyaad

Ek Taraf Ek Sikandar Ki Shan Hain
Ek Taraf Begunaho Ki Jaan Hain
Aaj Sare Jamane Ke Samane
Tere Insaaf Ka Imtihaan Hain
Naam Mitega Tera Bhi
Naam Mitega Tera Bhi
Mere Mitane Ke Baad
Sun Meri Fariyad Kiya Hain
Maine Tujhko Yaad
Kar Dega Barbaad Meri Duniya Ek Saiyad
Sun Meri Fariyaad

Share your thoughts

Suman kalyanpur, Bichhua ne maraa mohe dunk suman kalyanpur, Sun meri faryad (tere darbar mein) suman kalyanpur music sardul kwatra film air mail, Suman kalyanpur air mail tumhin ne dil mera chhin ke, Suno meri fariyad, Sardul kwatra, Burman, Lyrics verma malik, Kalyanpur, Saraswati kumar deepak, Sun fariyad, Suman, Sardool kwatra, Kumar, Rafi and suman, Dilip kumar, Mahendra kapoor shivram bharat vyas shravan kumar (1960), Mahendra kapoor shravan kumar (1960) shivram